Jo Baat Abhi Tak Thi Dil Me Hotho Pe Wo Aa Hi Jaati Hai ...
jo baat abhi tak thi dil me hontho pe wo aa hi jati hai hontho pe wo aa hi jati hai nadan balam aise bhi kahin ye preet jatai jati hai ye preet jatai jati hai hontho ki jarurat hi kya hai afsana-e-dil kahne ke liye hontho ki jarurat hi kya hai afsana-e-dil kahne ke liye chup rahke kahani ulfat ki aankho se sunai jati hai aankho se sunai jati hai